Doston ajkal sabhi log aksar ye puchhte hain ki mobile apps se paise kaise kamaye,Har insan ke pas smartphone hai. Internet conncetion bhi kafi sasta  ho chuka hai isiliye sabhi internet se paisa kamane ke tarike janna chahte hain.
Android mobile apps
Android mobile apps

 Aur unhe ye sunne ko mil hi jata hai ki mobile se paise kamaye ja sakte hain. Mobile se paise kamane ka saikdo tarike hain. Main apko yahan is post me Paise kamane wala app ke bare me hindi me detail se bataunga.Dekhie jaise job kar ke paisa kamate hain usi tarah apps me bhi kaam kar ke paise kamaye jate hain. Bas ye samajh lena ki apps se bade hi aaram se paise kama sakte hain ye baat bilkul galat hai. Kaam to yahan bhi karna hoga apko. Mehnat bhi karni padegi. Paise kamane wale apps 2018 ke bare me janne se pehle aap jaan ache se samajh le ki apko shortcut me turant paisa nahi mil jayega. Main apko truth bata raha hu, han lekin jin apps ke bare me yahan bataunga jisse aap paise jarur kama sakte hain.
Android phones ne duniya ko bilkul badal diya hai. Log apne 
smartphone me tarah tarah ke apps ka istemal karte hain. Sabko ye bhi malum hai ki ghar baithe kaam kar ke internet se bahut se log paisa kamate hain. Lekin unhe ye nahi malum hota hai ki kaun sa tarika unke liye sahi hai jisse ki wo online paise kama sake. Log har waqt phone ka use karte hain aur dher sare apps bhi unko milte hain jo earn money online apps ki category me khud ko rakhte hain. 

Android mobile phones ne duniya me ek revolution ki tarah kadam rakha hai. Abhi har kisi ke hath me smartphones dekhne ko milta hai. Bahut se log to 2 smartphone bhi pocket me rakhte hain apne kaam ko pura karne ke liye.

Ek waqt tha jab online kisi kaam ko karna kaafi mushkil tha. Computer ki jarurat hoti thi aur sath me internet connection bhi ek issue tha kyu ki iska alag se connection karna hota tha. 

Lekin ab wo time gaya ab to sabhi log apne smartphone se sare kaam kar lete hain. Aise me har kisi ko ye khayal jarur aata hai ki kya hum bhi is mobile apps se paise kaise kamaye ja sakte hain? 

Agar han….. To fir mobile apps se paise kaise kamaye? 
Main yahan apko best 5 android apps ke bare me bataunga jo 100% working hai. To agar aap sach me aise hi true aur working earn money online apps ki talaash me hain to is post ko pura padhen. Apko jarur apka earning app mil jaaega.
Waise to google play store me lakhon apps apko milenge jisme 90% fake hote hain. Wo aapse tasks, surveys, installation, refer, sharing, downloads karwate hain lekin dete kuch bhi nahi. Is tarah ke apps ke chakkar me apna time barbad na kare. Main apko bilkul tested apps ke hi bare me bataunga. Jo pure and 100% working apps hain,  jisse aap ko surety ho jayegi ki android apps se paise kaise kamaye ja sakte hain.
Aap agar ek regular smartphone user ho to google ka play store jarur use karte honge. Wahan lakhon apps available hain. Aap jis tarah 
apni information ke lie topics search karte ho waise hi wahan bhi jis topic par aap search karoge apko results me us topic se related apps milenge. Jinme se bahut se apps achhe hote hain aur kuch bekar bhi hote hain.

Maine ye dekha hai ki jab aap online earning apps search karte ho to apka screen aise apps se bhar jaaega. Ab aise me ye decision lena mushkil ho jata hai ki kaun sa app working hai aur kaun sa fake.
phone pe account kaise banaye phone pe app offer phonepe best cashback offer,
To iska solution to ek hi hai ki time waste karna padega taste karne ke lie. Agar sahi nikal gaya to achhi luch otherwise pura time waste. Sahi app kaise milega aur online paise kaise kamaye iske lie bhi kaafi time waste karna padta hai. 
Lekin aapko tension lene ki bilkul bhi jarurat nahi hai. Kyuki yahan main apko aise hi kuchh apps ke bare me batane wala hu jisme kai sare logo ne taste kiya aur wo paise kama bhi rahe hain in apps se. Online paise kaise kamaye in android apps se ye? aakhir ye apps hume paise kyu pay karti hai? Iska karan kya to chaliye jante hain iske bare me.
Har koi janna chahta hai ki android apps se online paise kaise kamaye lekin kya aapne ye janne ki koshish ki hai ki ye Android apps apko paise kyu deti hai. Kya  koi bina matlab ke kisi ko paise deta hai? Kya ye apps apko khud ke paise deti hai ya fir ye apne lie aapse kuchh kaam karwati hain to paise deti hain.
Google Pay App Se Mobile,DTH Recharge Or Bill Payment Etc की पूरी जानकारी
Agar ye sawaal apke dimag me bhi utha hoga to chaliye iska jawab main apko batata hun. Iska answer bilkul clear hai koi bhi pehle apna fayda ho tabhi dusro ko kaam deta hai aur use paise bhi dete hain. In apps ke sath bhi yahi system hai. Ye apps online paise kaise kamaye karte hain main apko batata hu.
Android apps k earning ka ek bahut bada source google admob hai jahan se android apps ke ads lagaye jate hain. In ads se bahut achhi earning ki jati hai. To aap ye easily samajh sakte ho ki jitne jyada log taska aur surveys pura karnege aur ads ko dekhenge utni jyada earning hogi.  
Ab to admob ads me bhi CPM start ho chuka hai. Ads par visitors click kare ya na kare impression se bhi earning ho jati hai. Jitni jyada traffic utni hi jyada impression aur earning bhi.
Android apps apni dusri partner companiyon ka bhi promotion karti hain. Iske lie wo unke apps ko install karne ke tasks deti hain. Aur un apps par sign up kar ke registration bhi karne ko bolti hain. Is tarah wo dusre apps ko promote kar ke unse commision kamati hain. Aur is tarah us commision se apko wo pay karti hain.
Ye to rahi baat ki ye apps se online paise kaise kamaye ja sakte hain aur ye apps apko paise kyu deti hai. Ab chaliye jante hain aise hi in kuchh working apps ke bare me.
Google ka Tez app kya hai is app ke bare mai janye hindi mai.2018 ka new update,
Jaisa ki maine pehle hi bataya hai ki har earning app se aap earn nahi kar sakte kyu ki maximum fake hote hain.In fake apps ko use na hi kare to achha hai kyu ki isse apka kimti waqt bhi bachega. Working earning app jisse aap real me mobile se online paise kama sakte hain . Aur jaldi se aap bhi in apps ka use kar ke paise kamaye.
§  Minimum withrawal amount – 5 Rs. hone chahiye. Isme ek din me aap 5000Rs. tak withraw kar sakte hain. Is ke liye aap ko same number me Paytm register hona chahiye. Sath hi KYC bhi verify karana hoga. Is ke liye PAN card aur aadhar Card ka upyog kar sakte hain.

§  Token earn karne ke liye aap isme diye gaye task ko pura kar sakte hain. Sath hi is app ko share kar ke bhi aap Token earn kar sakte hain.

To friends aap agar game ke shaukin hain to is app ko jarur try karen. Kyun ki ye app aapko har roz malamaal bana sakta hai.
KWAI APP
Agar aap regular internet user hain to is ka naam jarur suna hoga. Youtube me video dekhte waqt iska ad jarur aata hoga. Ye recently hi launch kiya gaya app hai. Ye ek aisa application hai jisme aap video upload kar sakte hain. Aur dusro ki videos ko dekh sakte hain. Agar aap video bana sakte hain to fir aap KWAI app se paise kama sakte hain.Lekin yahan khushi wali baat ye hai ki apko video dekhne ke ye app paise deti hai. Bhale hi apko video banana aata ho ya nahi.Ab aap ye janne ko utsuk honge ki aakhir kaise KWAI apps ka istemaal kar ke earning kar sakte hain. Chaliye main apko thodi aur jankari de deta KWAI App ke bare me earning aur withdrawal ke bare me.
§  KWAI app video upload karne walo ke alawa video dekhne walo ko bhi paise deti hai.
§  Isme money withdraw karne ke liye minimum 5$ wallet me jama ho jana chahiye. §  Aap paisa Paypal aur bank account me transfer kara sakte hain. ( Paypal account ke liye 18 years age aur gmail verified hona chahiye). 
§  Maximum 200$ hi isme ek baar me withraw kiya ja sakta hai. 
Aap yahan clearly dekh sakte hain ki mere wallet me 0.02 dollar dikha raha hai. Jo bas mere kuch videos dekhne se bane hain. Aap ache videos banakar usme views pakar ache paise kama sakte hain is app se. KWAI 1 Koin ke 0.01 $ deta hai. is tarah 100 Koins me apko 1 $ milega.
phone pe
अगर Money Transfer करना हो या Online Recharge करना हो या फिर Electricity Bill भरना हो आप PhonePe का Use कर सकते है, यह Online Payment करने का और Online Recharge करने के लिए बहुत ही अच्छा App है इस App में आपको वो सभी Features मिलते है जो बाकी दूसरे Mobile Wallet और Payment App पर मिलते है लेकिन PhonePe में आपको इन सभी Feature के साथ और भी ज्यादा Features Use करने की सुविधा रहती है।
ONEAD
Jaisa ki mere doston har app apse kuchh kaam leti hai jiske wo paise deti hai. Yahi dhyan me rakhte hue in apps se paise kaise kamaye iske liye apko is app ke bare me jaruri baaten janne hongi.
Is app ka naam hai OneAD. Ye kafi acha aur working app hai. Agar aap isme mann laga ke kaam karoge to apko monthly achi income kar sakte ho. Ye app basically refer system pe apko paise pay karta hai.  Is app me coupon, offers aur deals bhi provide kiye jate hain.  Jisse aap online shopping me use kar sakte ho.
Ye app apko successful registration par 6 rs deti hai. lekin ye 6 rs apko tabhi milta hai jab aap refer code use kar ke registration karoge. Har refer par apko 3 rs milte hain. isme aapko shuru me khub mehnat karni padegi lekin fir baad me apko bas friends ko encourage karna hai.
OneAD app download
Is app me google ke ads show hote hain jisse iski earning hoti hai. isilie is app ko jyada se jyada traffic chahiye hoti hai. iske lie isne referral system laga ke apko uske paise de rahi hai.
Is app se aap apni payment aap ke bank account me le sakte ho.