Instagram par follower kaise badhaye? har koe chahta hai ki uska Instagram par follower bahut jyada rahe. Kyuki Socialmedia me Instagram par follower rahna bahut mayine rhta hai. Agar aap Instagram par follower badhane ke tarike ke bare me dhundh rahe hai. To yaha mai Instagram me Follower Badhane ke kayi sare tarike bataunga Jo bilkul Genuine hoga.
To namaskar dosto, Aap sabhi ka bahut-bahut swagat hai hamare piustechno blog par. Aaj ka Article bahut logo ke liye kafi helpful honi wali hai. Kyuki aaj mai aapko Aapke Instagram account se related batane wala hu. Ki kaise Aap Follower badha sakte hai.
Agar aap ek New users hai instagram par ya fir koe naye-naye Instagram account banaye hai. To aapka Follower bahut hi jyada kam hoga. Kyuki New Account ko jyada log nahi jante hai jisse unke follower jyada nahi hote hai.
Aur esi ke bare me bahut log soch ke pareshan bhi ho jate hai. Par mai aapko Niche me kuch aise Genuine tarike btaunga Jiske help se Aap apne instagram par follower badha sakenge. Mai aapko Kuch tigram lagakar Bole to Instagram par Auto Follower badhane ke bhi tarike btaunga.
Instagram me Real Follower Kaise badhaye?
Niche me mai aapko kuch Genuine tarika btaunga. Aur yah sab tarike agar aap apne Instagram account par follow karenge to aapko eska positive result bhi milega. Kahne ka matlab hai ki Aapke Instagram par follower aapka zroor badhega.
Lekin ye sab Belkul Genuine method hai Esliye aapko Patiemce kuch din rkhna parega. Es tarike se aapka Real follower badhega. Niche me mai aapko Instagram ke kuch tips btaunga jisse aap regular follow kare.
1.Best Attractive Profile Banaye.
Aap agar chahte hai ki aapka bhi Lakho me follower ho aapke instagram account par. To sabse pahle aapko apna Instagram ka account par jo aapka profile hai Usko Attractive banana parega.
Aap usme achhe se designing ke sath nam likhe, Mast Caption likhe, description dale, background Image mast wala dale, Profile Photo heavy wala dale. Profile me vahi photo ka istemal kare. Jo Best ke Sath-Sath Unique+ Attractive rakhe.
Taki agar koe dusre users ka dhyan aapke profile photo ki taraf jaye. To uske andar Curiosity jag jaye Aapke profile photo dekhne ka. Aur jisse ve aapka Profile check karne zroor aayega. Aur 75% Chance hai ki Ve aapko follow karega hi karega.
2.Hmesha Active rahe.
Aap hmesha Apne instagram Account par active rahe. Jab bhi koe Aapke pic par comment kar to unka Reply fast kare. Aur hmesha regular Apne kuch na kuch creativity apne account par karte rahe.
3.#Hashtag istemal kare.
Aap jab bhi koe apne instagram account par post kar to Us post ke upar caption dalna kabhi mat bhuliyega. Aur sath hi #Hashtag ka istemal karna bhi mat bhuliyega.
Es Hashtag ko istemal karne se sabko Lagta hai ki Ye Profestional Users hai. Aur jisse log aapko follow Karne zroor aayenge.
5.Jyada Follower wale ke Pic ko par Comment kare.
Jin logo ke account me jyada follower hai. Unke photo par jyada comment aate hai. To Vaise profile wale ko Follow kare. Aur Sath hi uske photo par comment bhi zroor kare.
Jisse ye hoga ki Agar koe us Users ka follower check karega to vaha aapka bhi account mil jayega. Aur agar koe comment check karta hai to vaha bhi aapka Comment profile mil jayega. Jisse Follower badhne ka Chance jyada hota hai.
6.Set Local Location
Aap jab bhi apne Instahram account par koe post kar. To Post karte samay aap Aone location ko Set zroor kare. Jiska Fayda yah hoga ki us Location me rahe har ek users ko Notification mil jayega. Ki es place me Ye post publish huya hai.
Aur agar koe place ka name se search karta hai. To usme aapka post ka Result aane ki guranty hai. Aur jisse ve aapka profile check karne zroor ayenge. Aur jaisa ki maine kaha ve log Follow bhi zroor karenge.
7.Share instagram Account Link
Aap aone instram account ka profile ka link Pahle Copy kar lijiye. Agar aapko Instagram me aapka profile ka link copy karne nahi aa rha to aap Simple Chrome browser ko open kare.
Aur vaha Login ho jayega instragram ke website me. Aur aone profile me jaye aur fir Url copy kar le. Aur Use apne sabhi socialmedia jaise ki Facebook ,Twitter ,Whatsapp aur bhi Socialmedia par apne dosto ke sath Share kare. Aur unhe bhi Share kar dene ke liye kahe.
8.Connect Your Instagram account with Facebook & Twitter.
Yah bhi ek kafi kamal ka Tips hai. Aap jab bhi apna instagram account banaye. To usko apne facebook account se Connect karne me deri na kare.
Esse aapka follower bahut jyada badhega. Kyuki jo Aapke facebook me friend hai. Aur unlog Insgram par bhi hai.
To unlog ko Aapka profile Reccomnded me Show hone lagega. aur jisse aapko ve Follow zroor karenge. Ye Sochkar ki hum Facebook par pahle hi friend hai yaha bhi Follow kar dete hai.
Aur es tarike se kafi jyada Follower badhte hai. Ye kuch Genuine tarike hai. Jisko agar aap follow karte hai to aapka Kuch din me hi follower badhna shuru ho jayega.
Aur Vo sabhi ke Sabhi follower aapka Real hoga. Lekin Aapko eske liye thora patience rkhna parega. Lekin Jab Followet badhna shuru hoga to aap Soch bhi nahi sakte hai.
Instagram par Auto Follower kaise badhaye?
Aap agar apne intagram par Auto follower badhana chahte hai to niche Steps ko follow kare.
Now Follow These Steps:- अब इन चरणों का पालन करें: -
STEP 1:-
Sabse pehle apne browser se bestpromotion.hitsinsocial.com website par jaye. aur register par click kare. aur Register karne ke bad Login ho jaye. [Register karna bahut hi asan hai. aapse bas gmail ,pass word name ye sab details aapse message jayega]
STEP 2:-
Fir Login karne ke bad add Pages Par Click Karna Hai.
STEP3:-
Fir apko add page par Instagram follows par click karna hai.
STEP 4:
Fir apke samne ek new windows open ho jayega jisme Apko Instagram me apni Instagram Profile ka user name dalna hai, aur description me ap apni Profile ke bare me kuch bhi likh sakte hai Fir apko add page par click kar dena hai.
Fir aapka Successfully Apka Instagram Profile hitsinsocial.com website Se Connect ho jayega.
STEP 5:-
Ab Apko Earn Coins me jakar apni Requirement ke hisab se kisi bhi Social Media se Credit Earn Karne Hai.
Example –
Agar Apka Youtube Par Channel Hai To Ap Youtube Section Me Youtube Subscribers Par Click Karke Credit Earn Kar Sakte Hai.
Youtube Se Credit Earn Karne Ke Liye Apko Youtube subscriber Par Click Karna Hai.
STEP6:-
Fir Apke Samne Youtube Subscriber Ke Tab Show Honge Vaha Par Apko apna youtube channel ka username add kar lena hai.
STEP7:-
Fir Apke Samne Youtuber ke Youtube channel ke list milenge waha par subscribe & like ka button diya rahega apko Subscriber & like click kar lena hai uske baad, Channel Pop-Up Window Me Open Ho Jayega Apko Subscribe Button Par Click Kar Dena Hai aur uske baad video ko like kar dena hai Or Window Ko Close Kar Dena Hai.
STEP8:-
Aise hi Apko Dusre Logo Ke Profile Se Credit Earn Karne Hai aur Fir Unhi Credit Se Apki Instagram Profile Par Follower Ayenge.
Jitna jyada aapka Credit hote jayega. Utna jyada aapke instagram par Follower badhte jayenge.
Aap esprakar apne instgram par follower badha sakte hai.
Register kare:
Dhanyabaad...
0 Comments
Post a Comment