हम में से बहुत सारे लोग जानते हैं की us और uk जैसे देश का ट्रैफिक, in desho ka users ka purchasing power ki wajah se advertising aur affiliate sales ka liye bahtar tareke se convert hota hai.Aise kai factor hai jo country specific traffic panne mai apki madad kar sakte hai.Jaise ki , Indian Alexa rank 5200 hai ,jo yah dikhata hai ki bharat mai Indian Alexa rank 2500 kitna popular hai ,jo yah dikhata hai ki yah globally kitna mashur hai.
Wastaw ma, mai piustechno blog (hindi bolne wale logo ke liye) kya target par kam kar saktahoon.
India se maximum traffic lane ka aasan tarika ?
Blog ka traffic increase karne ka 4 aasan tarika ?
Complete information to add a menu bar to a blog?
India se maximum traffic lane ka aasan tarika ?
Blog ka traffic increase karne ka 4 aasan tarika ?
Hum mai se bahut sare log jante hai ki U.S aur UK jaise desh ka traffic in desho ka users ka purchasing power ki wajah se advertising aur affiliate sales ka liye bahtar tareke se convert hota hai.Aise kai factor hai jo country specific traffic panne mai apki madad kar sakte hai.Jaise ki , Indian Alexa rank 5200 hai ,jo yah dikhata hai ki bharat mai Indian Alexa rank 2500 kitna popular hai ,jo yah dikhata hai ki yah globally kitna mashur hai.
Wastaw ma, mai hindigyan blog (hindi bolne wale logo ke liye) kya target par kam kar saktahoon.
India ma maximum traffic kaise akatrit kare?
Complete information to add a menu bar to a blog?
Amtaur par .com aur .org jaise top level domain extension ka global search engine par rank kafi high hai lakin apne blog ya website ka liye specific country ko target karne ke liye country specific domain kharidna jyada accha idea hota hai.
Apne notice kiya hoga ki jyadatar Aussie blogger.au domain extension ka istemal karte hai aur Australian Google search hai unki rank high hoti hai. Isse tarah bharat mai, ap acche result ka liye .in ya .in ka apna domain extension ka roop mai target kar sakte hai U.K se traffic ka liye , acche result ka liye ap .co.uk domain extension chun sakte hai.
Apne brand ko preserve karne ka liye ap dusre TLD’s jaise .com ya .org bhi kharid sakte hai. Lakin is idea ek sabse bada major disadvantages yah hai ki dusre country-specific search engine par rank pana apke liye bahut muskil hogi. Isliye yadi apka global clear hai aur ap apni target audience ko jante hai to country specific domain extension apke liye sabse accha option hoga .
Ya ap Bluehost se bhi apna manpasand domain kharid sakte hai.
Google search console Geotargeting-
Note: Agar ap country level domain jaise ki .in aur .au bhi use kar sakte hai to geotargeting ka option nahi ayega.
Google search console, blogger aur webmaster ka liye ek muft ka tool hai, jo country specific traffic pane ki kosis karne wale blogger ya webmaster ka liye bahut hi useful hota hai, is tool se ap yah set kar sakte hai ki apka website kis desh ka liye target rahta hai, aur is tarah yah apko targeted country ka traffic pane mai madad kar sakta hai.
Backlinks-
Google search console, blogger aur webmaster ka liye ek muft ka tool hai, jo country specific traffic pane ki kosis karne wale blogger ya webmaster ka liye bahut hi useful hota hai, is tool se ap yah set kar sakte hai ki apka website kis desh ka liye target rahta hai, aur is tarah yah apko targeted country ka traffic pane mai madad kar sakta hai.
Google search console par apniwebsite ka Log in kare aur verify kare aur Configuration>Settings ka andar ap yah specify kar sakte hai ki ap kis desh ko taget karna chate hai.
Web hosting server location:
Geo-targeted traffic ko drive karne mai ek dusre significant factor hai, apka sever location yadi traffic ka liye apki target country U.S hai to apka U.S based server par apni website host karni chahiye yadi ap Australia ka traffic target kar rahe hai to apni website ko Australia mai host kare.
Backlinks-
Jab google search suru huwa tha to wa content ki popularity ka pata karne ka liye backlinks ka istemal kartetha. Samah bitne ke sath hi bahut sare badlaw aiye hail akin, backlinks ki importance abhi bhi bani hui hai. Isi wajah se country-specific backlinks ko target karna ek accha idea hota hai.
Ap guest blogging opportunities ka phayda utha kar ya art of blog commenting par thoda samah bitakar bhi country based backlinks drive kar sakte hai. Yadi in dono ko acche tarah se kiya jaye toh yah dono tarike proven aur Penguin-safe hai.
0 Comments
Post a Comment