Dosto yaha mai aapko blogger me domain use karne ke bare me step by step bta raha hun. Iss process ko follow karke koi bhi aasani se blogger me domain name use kar sakte hai.

Google ki free service blogspot jise blogger bhi kaha jata hai aapne customers ko free domain offer karti hai aur user chahe to aapna  custom domain bhi blogger blog me add kar sakte hai.


यह भी पढ़े- Free Blog | Website Banane ka Sahi Tarika ? (STEP-BY-STEP)

यह भी पढ़े- Ab Blogging se Kamai Karne ka Behtareen tareeka hai, Janye Kaise ?

यह भी पढ़े- Online Ghar Baithe Job Karke Paise Kaise Kamaye Best Tarika ?

यह भी पढ़े- Blogger Template ko Badlne ki Puri Jankari ?

यह भी पढ़े- WAR Full Action HINDI Movie 2019 | WAR Movie Download

Website | Blog me Domain Add Karne ki Puri Jankari ? Step By Step

Iss post me mai blogger me domain add karne ke bare me jankari de raha hun.दरअसल, mujhse kai bar दर्शकों ने iss bare me puch chuke hai aur aakhir me mujhe laga ki mujhe iss bare me likhna chahiye taki un sabhi bloggers ki help ho sake jo blogspot par blogging karte hai aur domain istemal karna chahate hai.

Main yaha aapko blogger me domain add kaise kare? blogspot me domain उपयोग kaise kare? jaisi problem ka solution bta kar iss pareshani ko khatm kar raha hun. Is method ke bad aap blogger me bhi dmain use kar sakte hai. Wordpress me hum easily chahe jitne domain use kar sakte hai. Iske liye bas hume hosting cpanel me domain create karna padta hai but blogger me iski process thodi alag hai.

 Blogspot Blog Me Domain Kaise Add Kare ?

Jis tarah hum blogger me custom domain add karte same wese hi hum blogger me domain istemal karte hai. Iske liye aap ye steps follow kare.

Step 1:

 Sabse pahle aap blogger.com site par visit kare aur Settings >> Basic option par jaye. Ab Publishing setting me ye step follow kare.

 Ab + Setup a 3rd party URL for your blog option par click kare.


Blogspot Blog Me Domain Kaise Add Kare ?



Step 2:

Ab yaha par “We have not been able to verify your authority to this domain.” Error show hoga aur aapke samne 2 cName records onge. ye dono aapko notepad par copy kar lene hai ya fir aap browser ke ek tab me ise open rahne de kyuki bad me aapko ye setting save karni padegi.

Dono CNAMEs रिकॉर्ड को कॉपी कर ले।


Website | Blog me Domain Add Karne ki Jankari ?


Step 3:

 à¤…ब aapko ye 2 cname रिकॉर्ड डोमेन DNS सेटिंग me add karne hai. Iske liye aapne jis  site se domain liya hai us par jaye aur aapni log in ID se login kare. mai yaha aapko godaddy ke steps bta raha hun.

डोमेन साइट जैसे godaddy par jaye aur log in karke डोमेन सूची ओपन करे।

अब aapko jis domain par subdomain use karna hai us domain par click kare.

अब Manage DNS सेटिंग par jaye.

Yaha aapko रिकॉर्ड्स का ऑप्शन dikhayi dega jisme kuch A, cNAME, NS record dikhayi denge. Bas isi me aapko blogger e mile CNAMEs record add karne hai.

रिकॉर्ड्स ऑप्शन me Add ya Add Record par click kare.

अब ye steps follow karke डोमेन  सेटिंग me DNS record add kare.

टाइप फील्ड me CNAME select kare.

होस्ट फील्ड me domain add kare. Aap demo.example.com ya sirf डेमो टाइप  kar sakte hai.

Points to field me ghs.google.com add kare.

TTL custom rakhe.

अंत में, Save par क्लिक करे।

Website | Blog me Domain Add Karne ka tarika ?


Step 4:

 à¤¸ेटिंग save karne ke kuch time bad domain setting कन्फर्म ho jayegi. Uske bad aap fir se blogger.com par jaye or Settings >> Basic >>Publishing par visit kare.

Agar aapne pahle se browser tab me ye page open kar rkaha hai to yaha par save par click kare.

Yaad rahe is Redirect wale option ko tick nahi ksrna hai ise aese hi rahne de.

सेव बटन par क्लिक करे,

Website | Blog me Domain Add Karne ka sahi tarika ?


बधाई हो!  aapke blog me domain add ho chuka hai. ab kuch hi time bad aap domain se blog open kar sakte hai. Kai bar NDS record update na hone ki wajah se isme 24 to 48 hours lag jate hai so अगर आपका ब्लॉग डोमेन से ओपन न हो तो 1-2 दिन इंतजार करे।

Iss tarah aap blogger blog me domain add kar sakte ho. iss aasan tarike se aap blogspot blog me domain use kar sakte hai. Agar aapko is process me koi bhi problem hoti hai to aap comment me hume aapni problem bta sakte hai.

Agar aapko Website | Blog me Domain Add Karne ki Puri Jankari ? Step By Step jankari achhi lage to ise सोशल मीडिया par aapne दोस्तों या dusre bloggers ke sath share jarur kare.  bloggers ke sath jarur jo blogspot use karte hai.